Tekil Mesaj gösterimi
Alt 19.12.12, 15:21   #5 (permalink)
Kullanıcı Profili
Serap
Moderator
 
Serap - ait Kullanıcı Resmi (Avatar)
Kullanıcı Bilgileri
Üyelik tarihi: Jan 2008
Nerden: Denizli
Mesajlar: 4.745
Konular: 1880
Puan Grafiği
Rep Puanı:5102
Rep Gücü:72
RD:Serap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond reputeSerap has a reputation beyond repute
Teşekkür

Ettiği Teşekkür: 682
226 Mesajına 380 Kere Teşekkür Edlidi
:
Arrow Sonu Nigam Şarkı Sözleri (Lyrics) - Sonu Nigam Şarkı Sözü - Sonu Nigam Şarkıları

Sonu Nigam Şarkı Sözleri (Lyrics) - Sonu Nigam Şarkı Sözü - Sonu Nigam Şarkıları

Mere Haath Mein

Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere

Saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho

Jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere

Saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho

Jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere

Saath ho

Tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
Tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
Jitne paas hain khushbu saans ke
Jitne paas hothon ke sargam
Jaise saath hain karvat yaad ke
Jaise saath baahon ke sangam
Jitne paas paaskhwaabon ke nazar
Utni paas tu rehna hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere

Saath ho

Rone de aaj hamko do aankhen sujaane de
Baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de
Hain jo seene mein qaid dariya woh choot jaayega
Hain itna dard ke tera daaman bheeg jaayega
Jitne paas paas dhadkan ke hain raaz
Jitne paasbundon ke baadal
Jaise ? sahaq ? sa chanda ke hain raat
Jitne paas nainon ke kaajal
Jitne paas paas saagar ke lehar
Utne paas tu rehna hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere

Saath ho

Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham
Magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren

Hain ham

Sonu Nigam
--------------Tualimforum İmzam--------------
Serap
Serap isimli Üye şimdilik offline konumundadır   Alıntı ile Cevapla